Friday, September 11, 2009

Shers.In

Shers.In


Dil Ko Bha Gaya Hai Ye Mausam Suhana

Posted: 10 Sep 2009 05:57 AM PDT

Dil Ko Bha Gaya Hai Ye Mausam Suhana
Dil Toh Hone Laga Hai Ab Aur Bhi Deewana
Dil Na Chahe Ki Aap Karo Aur Koi Bahana
Kyuki Aapke Bin Dil Ka Nahi Koi Aur Thikana


I Found A Penny Today

Posted: 10 Sep 2009 05:57 AM PDT

I Found A Penny Today,
Just Laying On The Ground.

But It’s Not Just A Penny,
This Little Coin I’ve Found.

Found Pennies Come From Heaven,
That’s What My Grandpa Told Me.

Grandpa Said, Angels Always Toss Them Down.
Oh, How I Loved That Story.

He Said When An Angel Misses You,
They Toss A Penny Down.

Sometimes Just To Cheer You Up,
And Make A Smile Out Of Your Frown.

So Don’t Just Pass By That Penny,
When You’re Feeling Blue.

It May Be A Penny From Heaven,
That An Angel’s Tossed To You


Nasha Hai Dil Mein Aur Hai Ek Khumar

Posted: 10 Sep 2009 05:56 AM PDT

Nasha Hai Dil Mein Aur Hai Ek Khumar
Dil Toh Bas Hai Aapse Milne Ko Bekarar
Na Jaane Dil Kaise Kare Aapse Ye Ikrar
Ki Pyar Hai Is Dil Mein Aapke Liye Beshumar


I Want To Say I Love You On Your Birthday

Posted: 10 Sep 2009 05:56 AM PDT

I Want To Say I Love You On Your Birthday,
Though Love Is Something You Don’t Want From Me.

Things Didn’t Go So Well When I Last Said It,
And So I’ll Keep It Silent In My Heart.

But How The Words Reverberate Within Me!
A Song That I Must Struggle Not To Sing,

A Music I Must Dance To Without Motion,
A Poem That I Must Never Read Aloud.

Your Wishes Are A Wall I Would Not Scale,
Yet Won’t Abandon, Loathe To Leave Behind.

I Cannot Have, And Cannot Bear To Lose You,
And So I Send You This In My Despair.


Dil Ke Har Lafzo Ko Bayan Karte Ye PhoolLafzo

Posted: 10 Sep 2009 05:56 AM PDT

Dil Ke Har Lafzo Ko Bayan Karte Ye Phool
Khusihya Aur Gham Ko Sametate Ye Phool

Har Haal Mein Jeena Sikhaate Ye Phool
Mausam Ke Har Rang Ko Sehna Sikhate Ye Phool

Ghum-E-Dil Ko Hasna Sikhate Ye Phool
Nai Umeed Aur Umang Jagate Ye Phool

Aankho Se Utar Kar Dil Ko Sukun Pahuchate Ye Phool
Chanchal Hawano Ke Sang Ud Jaana Sikhate Ye Phool

Dilo Ke Darmiyan Duriyan Mitate Ye Phool
Raah Chalte Raahi Ka Dil Lubhate Ye Phool

Fizayo Ko Mehkaate Aur Raaho Mein Bichh Jate Ye Phool
Dilruba Ke Hotho Pe Muskurahat Laate Ye Phool


Payar Se Payara,Payar Ka Izhaar Hai

Posted: 10 Sep 2009 05:55 AM PDT

Payar Se Payara,Payar Ka Izhaar Hai
Iske Bina Payar, Adhura Hai Bekar Hai

Izhaar Se Hi To, Payar Shuru Hota Hai
Izhaar Ke Baad Hi, Insaan Sapne Sanjota Hai

Payar Ka Izhaar, Tedi Kheer Hai
Per Iske Bina, Na Majnu Na Heer Hai

Jo Insaan Izhaar Nahi Karta, Khamosh Rehta Hai
Use Sari Umar Bhar, Iska Afsos Rehta Hai

Payar Se Payara,Payar Ka Izhaar Hai


Really I Want To Fly

Posted: 10 Sep 2009 05:55 AM PDT

Really I Want To Fly,
Towards To Sky,

To Touch To Clouds,
To Touch To Heights,

Like A Bird,
While Flying,

I Want To See,
This Earth From The Sky,

Really I Want To Fly,
Really I Want To Fly.


Mere Bhi Jeevan Mein Khushion Ke Kuchh Pal Aaye

Posted: 10 Sep 2009 05:54 AM PDT

Mere Bhi Jeevan Mein Khushion Ke Kuchh Pal Aaye
Jab Dil Mein Ho Umange Aur Bhav Vibhore Ham Sarmaye
Aaye Koi Aisa Is Jeevan Mein Ki Phir Na Ye Jee Ghabraye
Paaye Itni Khushiya Ki Ye Aankhe Bhi Nam Ho Jaye


Happy Birthday, Mother

Posted: 10 Sep 2009 05:54 AM PDT

Happy Birthday, Mother,
Even Though You Might Prefer

Life Without These Markers,
Each Too Public To Defer.

Now That You Are Fifty,
Sing To Us Your Own Sweet Song,

That We Might Celebrate Your Life,
Rejoicing All Night Long.

Each Of Us Has Love To Bring,
Each A Special Song To Sing,
To Lose Your Heart Among.


Happy Birthday To My Dearest Man

Posted: 10 Sep 2009 05:53 AM PDT

Happy Birthday To My Dearest Man,
A Father After Many Years Of Trying.

Pleasure? Yes, Of Course, There’s No Denying;
Perhaps More, Though, The Angst Of Those Who Plan.

Yet Now We Have A Boy, Whose Gurgles Can
Bestow On Us A Love Of Life Undying,

Immerse Us In The Bliss Of Happy Sighing,
Remind Us Of The World When We Began.

There Is No View Of Heaven Before Dying;
However, This Tutorial Will Do.

Deep Though My Joy, The Well Is Deeper Still,
Abysses Far Beyond My Thought And Will,
Yet Not Beyond My Boundless Love For You.


Badi Zor Se Machalti Thi Wo Mere Naam Se

Posted: 10 Sep 2009 05:53 AM PDT

Badi Zor Se Machalti Thi Wo Mere Naam Se
Likhti Thi Apna Naam Bhi Wo Mere Naam Se

Mera Naam Leker Jo Chhede Use Saheliya
Phool Si Khil Jati Thi Wo Mere Naam Se

Jaise Main Hi Main Nazar Aata Hoon Use Mere Naam Me
Dulhan Ki Tarah Sharmati Thi Wo Mere Naam Se

Jaise Ki Maine Pakad Liya Ho Haat Uska
Thokar Khakar Bhi Sambhalti Thi Wo Mere Naam Se


Dil Ko Abhi Nahi Ho Raha Hai Ye Aabhass

Posted: 10 Sep 2009 05:53 AM PDT

Dil Ko Abhi Nahi Ho Raha Hai Ye Aabhass
Dil Na Jaane Aap Ho Kitne Humare Liye Khaas
Dheere Dheere Hoga Apoki Kami Ka Hume Ehsaas
Jab Aap Hume Yaad Aaogi Har Lamha Har Saans


Dil Mein Itni Jagah Di To Dil Tod Gaye

Posted: 10 Sep 2009 05:52 AM PDT

Dil Mein Itni Jagah Di To Dil Tod Gaye
Unse Bepanah Mohabbat Ki To Bewafai Kar Gaye
Taras Na Aaya Humari Wafa Pe Unhe
Jo Tadapne Ke Liye Hume Tanha Kar Gaye


Bahut Bheega Hun Main Akela Bin Barsaat Ke

Posted: 10 Sep 2009 05:52 AM PDT

Bahut Bheega Hun Main Akela Bin Barsaat Ke
Aansoo Mere Ranjo-Ghum Ki Agwanee Krte Rahe
Khuda Kare Meree Gardishon Ki Umra Lambi Ho
Taki Uski Meharwaniya Jag Jaahir Ho Jaaye

Pramod Kumar Sharma


Ye Sitaron Ki Khamoshi Bhi Abto Rulane Lagi Hai

Posted: 10 Sep 2009 05:51 AM PDT

Ye Sitaron Ki Khamoshi Bhi Abto Rulane Lagi Hai,
Tujhe Jitna Bhi Bhulaon Phir Teri Hi Yaad Aane Lagi Hai,
Guzrey Lamhon Ko Kon Rok Saka Yahan Koi,
Waqt Ko Roka To Zindagi Bhi Ab Muskurane Lagi Hai,


Judaai Ishq Ka Ghum Sahaa Nahi Jaata

Posted: 10 Sep 2009 05:49 AM PDT

Judaai Ishq Ka Ghum Sahaa Nahi Jaata
Bin Tere Ab Ek Pal Rahaa Nahi Jaata

Kaash Main Teri Judaai Se
Pehle Is Duniya Se Guzar Jaata

Share With Judaai Ishq Ka Ghum Sahaa Nahi
Jaata Bin Tere Ab Ek Pal Rahaa Nahi Jaata

Kaash Main Teri Judaai Se
Pehle Is Duniya Se Guzar Jaata


Pyaar Aa Jaata Hai Aankhon Main Rone Se Pehle

Posted: 10 Sep 2009 05:48 AM PDT

Pyaar Aa Jaata Hai Aankhon Main Rone Se Pehle
Har Khuwab Toot Jaata Hai Sone Se Pehle
Ishq Hai Gunah Yeh Tu Samajh Gaye
Kaash Koi Rok Leta Yeh Gunah Hone Se Pehle


No comments:

Post a Comment