Wednesday, August 26, 2009

Shers.In

Shers.In


Log Phoolon Se Mohabbat Karte Hai

Posted: 25 Aug 2009 05:51 AM PDT

Log Phoolon Se Mohabbat Karte Hai
Kaaton Ko Kisne Yaad Kiya
Hum Kaaton Se Mohabbat Karte Hai
Kyunki Phool Ne Hume Barbaad Kiya


Bhool Jane Ka Hounsla Na Hua

Posted: 25 Aug 2009 05:51 AM PDT

Bhool Jane Ka Hounsla Na Hua
Door Rah Kar Bhi Wo Juda Na Hua
Unse Mil Kar Kisi Aur Se Kya Milte
Koi Dusra Unke Jaisa Na Hua


Zakham Aisa Diya Ki Koi Dawa Kaam Na Aayi

Posted: 25 Aug 2009 05:51 AM PDT

Zakham Aisa Diya Ki Koi Dawa Kaam Na Aayi
Aag Aise Lagayi Ki Paani Se Bhi Bhuj Na Payi
Aaj Bhi Rote Hai Unki Yaad Main
Jinhe Hamari Yaad Hamare Guzar Jane Par Bhi Na Aayi


Tujse Dosti Karne Ka Hisab Na Aya

Posted: 25 Aug 2009 05:51 AM PDT

Tujse Dosti Karne Ka Hisab Na Aya
Mere Kisi Bhi Sawal Ka Jawab Na Aya
Hum To Jagte Rahe Tere Hi Khayalo Mein
Aur Tujhe So Kar Bhi Hamara Khawab Na Aya


Phool Bankar Muskurana Zindagi Hai

Posted: 25 Aug 2009 05:50 AM PDT

Phool Bankar Muskurana Zindagi Hai
Muskurake Ghum Bhulana Zindagi Hai
Milkar Log Khush Hote Hai To Kya Hua
Bina Mile Dosti Nibhana Bhi Zindagi Hai


Every Tear Is A Sign Of Brokenness

Posted: 25 Aug 2009 05:49 AM PDT

Every Tear Is A Sign Of Brokenness
Every Silence Is Sign Of Lonliness
Every Smile Is Sign Of Kindness
Every Sms Is Sign Of Remembrance


Aankhon Mein Rahne Walo Ko Yaad Nahi Karte

Posted: 25 Aug 2009 05:49 AM PDT

Aankhon Mein Rahne Walo Ko Yaad Nahi Karte
Dil Mein Rehne Walo Ki Baat Nahi Karte
Hamari To Ruh Mein Bus Gaye Hain Aap
Tabhi To Hum Milne Ki Fariyaad Nahi Karte


Jab Se Tumhe Jana Hai

Posted: 25 Aug 2009 05:49 AM PDT

Jab Se Tumhe Jana Hai
Jab Se Tumhe Paaya Hai
Har Dua Mein Tera Naam Aaya Hai
Taaki Poochu Rab Se Ki
Yeh Kaisa Namoona Banaya Hai


A Child Uses Its Thumb 2 Chew

Posted: 25 Aug 2009 05:47 AM PDT

A Child Uses Its Thumb 2 Chew
An Illiterate Uses His Thumb 2 Sign
A Winner Uses His Thumb 2 Show Victory
But A Monkey Is Using His Thumb 2 Read This Sms


Hum Nibhayenge Dosti Marte Dum Tak

Posted: 25 Aug 2009 05:47 AM PDT

Hum Nibhayenge Dosti Marte Dum Tak
Hum Hasayenge Tumko Ghum Se Khushi Tak
Aye Dost Kabhi Humse Naraz Na Hona
Saath Rehna Hamare Akhiri Dum Tak


Har Pal Muskurana Zindagi Hai

Posted: 25 Aug 2009 05:47 AM PDT

Har Pal Muskurana Zindagi Hai
Muskurakar Ghum Bhulana Zindagi Hai
Jeet Kar Muskurana Bhi Kya Muskurana Hai
Haar Kar Muskurana Zindagi Hai


Unhone Dekha Aur Aansu Gir Pade

Posted: 25 Aug 2009 05:43 AM PDT

Unhone Dekha Aur Aansu Gir Pade
Bhari Basant Mein Jaise Phool Bikhar Pade
Dukh Woh Nahin Ki Unhone Hume Alvida Kaha
Dukh To Ye Hai Ki Uske Baad Wo Khud Ro Pade


Nazro Se Jab Nazar Ka Takrar Hota Hai

Posted: 25 Aug 2009 05:43 AM PDT

Nazro Se Jab Nazar Ka Takrar Hota Hai
Har Mod Par Kissi Ka Intezaar Hota Hai
Dil Rota Hai Zakham Haste Hai
Isi Ka Naam To Pyaar Hota Hai


No comments:

Post a Comment