Thursday, August 20, 2009

Shers.In

Shers.In


Yaad Karte Hai Tumhe Tanhai Mein

Posted: 19 Aug 2009 06:03 AM PDT

Yaad Karte Hai Tumhe Tanhai Mein
Dil Dooba Hai Ghumo Ki Gehrai Mein
Hamein Mat Dhundho Duniya Ki Bhid Mein
Hum Milenge Tumhe Phir Kisi Free Sms Ki Scheme Mein


Main Uski Yaad Mein

Posted: 19 Aug 2009 06:03 AM PDT

Main Uski Yaad Mein Ban Gaya Baraf Ka Gola
Main Uski Yaad Mein Ban Gaya Baraf Ka Gola
Aur Wo Boli Ki Thanda Matlab Coca Cola


Dil Mein Umeedo Ki Shamma Jala Rakhi Hai

Posted: 19 Aug 2009 06:02 AM PDT

Dil Mein Umeedo Ki Shamma Jala Rakhi Hai
Humne Apni Alag Duniya Basa Rakhi Hai
Is Umeed Ke Saath Ki Ayega Sms Aapka
Humne Mobile Par Nazrein Jama Rakhi Hain


Kalam Uthayi Hai Lafs Nahi Milta

Posted: 19 Aug 2009 06:02 AM PDT

Kalam Uthayi Hai Lafs Nahi Milta
Jisko Dhoond Rahein Hain Wo Shaks Nahi Milta
Firte Hain Wo Jamaane Ki Talaash Mein
Bas Humare Liye Unhe Waqt Nahi Milta


Chaand Adhura Hai Sitaro Ke Bina

Posted: 19 Aug 2009 06:01 AM PDT

Chaand Adhura Hai Sitaro Ke Bina
Gulshan Adhura Hai Bahaaro Ke Bina
Samundar Adhura Hau Kinaro Ke Bina
Jeena Adhura Hai Tum Jaise Yaaro Ke Bina


Kuch Nasha To Aapki Baat Ka Hai

Posted: 19 Aug 2009 06:01 AM PDT

Kuch Nasha To Aapki Baat Ka Hai
Kuch Nasha To Dheemi Barsaat Ka Hai
Hame Aap Yuhi Sharabi Na Kahiye
Yeh Dil Par Asar To Aapse Mulaqat Ka Hai


Phir Na Karna Tum Mujhko Yaad

Posted: 19 Aug 2009 06:01 AM PDT

Phir Na Karna Tum Mujhko Yaad
Kyon Ki Jiya Nahi Jaata

Tumse Judda Hone Ke Baad
Ab Nahi Pasand Mujhko Tanhaiya

Kyon Ki Aankhon Main Aache Nahi Lagte Aansu
Hoton Par Khushi Ke Baad


Tumhe Mujhse Yeh Maut Kya Juda Kar Paayege

Posted: 19 Aug 2009 06:00 AM PDT

Tumhe Mujhse Yeh Maut Kya Juda Kar Paayege
Maire Mohabbat Main Wo Kashish Hai
Ki Tumhe Rabb Ke Daar Se Bhi Vapas Khech Layege


Sitaro Ki Bhid Se Churaya Hai Aapko

Posted: 19 Aug 2009 06:00 AM PDT

Sitaro Ki Bhid Se Churaya Hai Aapko
Dil Se Apna Banaya Hai Aapko
Iss Dil Ko Tutne Na Dena Kabhi
Kyon Ki Is Dil Mein Chupaya Hai Aapko


Zindagi Mujhe Aur Dard Mat Dena

Posted: 19 Aug 2009 06:00 AM PDT

Zindagi Mujhe Aur Dard Mat Dena
Jo Dekha Hai Hamare Aankhon Ne Sapna

Wo Sapna Todh Mat Dena
Kabhi Zindagi Chahiye To

Mujhse Maang Lena Aaye Khuda
Par Maire Dost Ko Kuch Hone Mat Dena


Dillagi Na Samajhana Maire Mohabbat Ko

Posted: 19 Aug 2009 06:00 AM PDT

Dillagi Na Samajhana Maire Mohabbat Ko
Kabhi Maire Nazaro Main Khud Ko To Ek Nazar Dekho
Husn Ke Deewane Bahut Honge Taire Is Shehar Main
Kabhi Mere Is Dil Ko Parakh Ke To Dekho


Bita Bachpan Mera Tanha Biti Jawani Tanha Tanha

Posted: 19 Aug 2009 05:53 AM PDT

Bita Bachpan Mera Tanha Biti Jawani Tanha Tanha
Shor Samandar Ka Chup Hai Jese Dariya Ka Pani Tanha Tanha

Raaz Sine Mein Dabakar Chup Bethi Hai Patthar Pe
Soch Rahi Hai Biti Bate Ek Diwani Tanha Tanha

Log Alag Hai Mijaz Alag Hai Phir Bhi Kat Jaati Hai Umare
Bunti Hai Ghar Ki Budi Dadi Kese Kahani Tanha Tanha

Ek Choti Si Chingari Se Aag Jo Dil Mein Lagti Hai
Pad Jati Hai Mushqil Wo Phir Aag Bujhani Tanha Tanha

Wo Jo Khade Hai Bich Agan Mein Raat Dhal Jane Ke Baad
Lagta Hai Jese Koi Khadi Ho Raat Ki Rani Tanha Tanha

Ab Bhi ”Rashid” Sochte Ho Unse Miloge Kese Tum
Bannd Karo Apni Tum Ye Prem Kahani Tanha Tanha

Rashid


For Enduring, Through The Eons Of Married Life

Posted: 19 Aug 2009 05:50 AM PDT

For Enduring, Through The Eons Of Married Life,
The Tantrums Of A Woman Called The Wife;
Every Husband After His Demise,
Shall Stand Entitled To Paradise.

M. Farooq Malik


Taking It To Your Lips

Posted: 19 Aug 2009 05:50 AM PDT

Taking It To Your Lips,
With A Measured Beat;

Sip By Sip
You Emptied It,

Before Leaving It
On The Window Sill,

Nonchalantly.
Its Cold Contents,

The Lees.
You Didn't Even Care To Look.
Were I Yours Just A Cup Of Tea!

M. Farooq Malik


A Subtle Vaingloriousness Nags

Posted: 19 Aug 2009 05:49 AM PDT

A Subtle Vaingloriousness Nags,
To Have Been A Cynosure:

A Show Piece Extraordinaire
Of Forte And Facade;

But The Image Dejects.
I Slump Into A Flaccid Self -

A Limp Heap
Of Divested Fatigues.

In Retrospect, Missteps Loom Large;
Glossy Silhouettes Of Bizarre Phantoms

Grimace From A Distance:
The Mocking Demons Of My Own Make.

In A Fit Of Despair,
I Can't Help A Few Tears.

M. Farooq Malik


Bikhare Aankho Se Moti Hum Samet Na Sake

Posted: 19 Aug 2009 05:48 AM PDT

Bikhare Aankho Se Moti Hum Samet Na Sake
Uski Yaad Mein Sari Raat So Na Sake
Bheeg Na Jaye Aansu Mein Tasavir Uski
Bas Yuhi Sochakar Ham Ro Na Shake


No comments:

Post a Comment