Friday, October 2, 2009

Shers.In

Shers.In


Jo Krta Hai Tumse Pyaar

Posted: 01 Oct 2009 05:37 AM PDT

Jo Krta Hai Tumse Pyaar
Vohi Deta Hai Taklif Hazaar

Uske Dil Mein Hota Hai
Tumhari Har Baat Ke Liye Ikraar

Karo Tum Chahe Us Se Kitna Bhi Inkaar
Lagegaa Wo Tumhe Pyaara Har Baar

Rooth Jaoge Toh Manayega Wo
Har Baat Par Tumse Karega Takraar

Par Ek Baar Us Se Keh Kar Dekhna
Zindagi Bhar Karega Tumhara Intezaar

Tumhare Har Dukh Ko Apnakar
Dega Tumhe Khushiyaan Hazaar

Karega Tumhari Hifazat Kuchh Vaise Hi
Jaise Phulon Ki Hifajat Kaante Karte Hai Har Baar


Door Se Dikhate Hai Rasta Sabhi

Posted: 01 Oct 2009 05:36 AM PDT

Door Se Dikhate Hai Rasta Sabhi
Do Kadam Saath Koi Chalta Nahin
Duniya Jalati Hai Is Dil Ko Dost
Khud Shonk Se Koi Jalta Nahin


Hum To Aapko Kabhi Bhula Na Payenge

Posted: 01 Oct 2009 05:35 AM PDT

Hum To Aapko Kabhi Bhula Na Payenge
Marr Toh Jayenge Par Aapke Bin Jee Na Payenge

Iss Baat Se Na Dariye Ki Hum Apko Bhool Jayenge
Apki Hi Ijazat Nahi Milti Varna Hum Toh

Jeete Ji Ye Zindagi Aapke Naam Kar Jayenge


Ansar-E-Sidq-O-Wafa Uski Mohabbat Mein

Posted: 01 Oct 2009 05:35 AM PDT

Ansar-E-Sidq-O-Wafa Uski Mohabbat Mein Na Thha
Woh Jo Dikhta Thha Meri Jaan Woh Haqiqat Mein Na Thha

Roz Hota Thha Har Ek Rukh Pe Dil-O-Jaan Se Fida
Ek Dilbar Se Nibhana Bhi Tou Fitrat Mein Na Thha

Subah Shihreen Ke Liye Shaam Thhi Laila Ke Liye
Aur Shab Main Bhi Ek Hi Sohbat Mein Na Thha

Zehen Pe Chhaya Thha Lamhon Ke Marasim Ka Nasha
Sochte Kya Woh Hadd-E-Fehm-O-Farasat Mein Na Thha

Maine Uski Ki Haqiqat Ko Aaya Kar Tou Diya
Par Use Raah Pe Lana Meri Kismat Mein Na Thha


Koi Bijli Giri Kya Aasman Se?

Posted: 01 Oct 2009 05:34 AM PDT

Koi Bijli Giri Kya Aasman Se?
Dhuwan Sa Uth Raha Hai Aashiyan Se

Mujhe Karte Ho Kyon Majboor Itna
Nikal Jaye Na Kuch Meri Zubaan Se

Kabhi To Ye Zameen-E-Dil Bhi Mehke
Kabhi To Abr Barse Aasman Se

Fareb Usne Diye Mujhko Hamesha
Magar Nikla Nahi Dilke Makaan Se

Kabhi Jharte Thhe Muh Se Phool Par Ab
Tapakta Zeher Hai Unki Zubaan Se

Kare Jo Mundamil Zakhmon Ko Mere
Maseeha Main Wo Ab Laun Kahan Se

Badal Jaate Hai Rishte Waqt Ke Sath
Kahan Tak Aa Gaye Hum-Tum Kahan Se


Janaja Mera Ja Raha Thha

Posted: 01 Oct 2009 05:34 AM PDT

Janaja Mera Ja Raha Thha
Phir Bhi Taklif Thhi Unhe Aane Mein
Bewafa Ghar Mein Baithe Keh Rahe Thhe
Aur Kitna Waqat Hai Jalane Mein


Koi Na Mila Aisa Jis Pe Duniya Luta Dete

Posted: 01 Oct 2009 05:33 AM PDT

Koi Na Mila Aisa Jis Pe Duniya Luta Dete
Sab Ne Dhokha Diya Kis Kis Ko Bhula Dete
Dil Ka Dard Dil Mein Dabaye Rakha Hai
Bayaan Kiya Hota To Mehfil Ko Rula Dete


Slowly,Silently,Now The Moon

Posted: 01 Oct 2009 05:33 AM PDT

Slowly,Silently,Now The Moon
Walks The Night In Her Silver Shoon

This Way, And That, She Peers, And Sees,
Silver Fruit Upon Silver Trees

One By One The Casements Catch
Her Beams Beneath The Silvery Thatch

Couched In His Kennel, Like A Log,
With Paws Of Silver Sleeps The Dog

From Their Shadowy Cote The Pink Breasts Peep
Of Doves In A Silver-Feathered Sleep

A Harvest Mouse Goes Scampering By,
With Silver Claws, And Silver Eye

And Moveless Fish In The Water Gleam,
By Silver Reeds In A Silver Stream


Hame Apno Ne Luta

Posted: 01 Oct 2009 05:33 AM PDT

Hame Apno Ne Luta
Gairo Se Shikayat Kaun Kare

Hamne Phoolo Se Zakhm Khaye Hain
Gairo Se Shikayat Kaun Kare

Dil Sheesa Samajh Kar Tod Diya
Manzil Par La Kar Chod Diya

Yeh Pyar Nahi Ek Sapna Thha
Sapno Se Shikayat Kaun Kare


Is Kadar Chaha Tumhe

Posted: 01 Oct 2009 05:32 AM PDT

Is Kadar Chaha Tumhe
Ki Yeh Gunaah Hi Ho Gaya
Bahut Gustakhi Kar Dali Maine
Yeh Dil Jo Tum Pe Fanaah Ho Gaya


Meri Wafa Ke Kabil Nahin Ho Tum

Posted: 01 Oct 2009 05:32 AM PDT

Meri Wafa Ke Kabil Nahin Ho Tum
Pyar Mile Aise Insaan Nahin Ho Tum
Dil Kyon Tum Par Aitabaar Kare
Pyar Mein Dhoka De Aise Bewafa Ho Tum


There Is A Child

Posted: 01 Oct 2009 05:32 AM PDT

There Is A Child
Who Sits And Broods

Over Her Inability To Age
Tingling With The Need

To Run Her Shaking Fingers
Over The Hands

Of The Boy Beside Her.
There Is A Child

Who Sits And Stares
Out The Window

Towards The Ocean
Because Dreaming Is The Method

She Must Use
To Save A Smile.

There Is A Child
Who Sits And Weeps

Over Innocence Forgotten
And Experience Neglected

With The Rising Tide
And Crashing Waves.

There Is A Child
Who Will Lay Down

Beneath A Shroud
To Be Abandoned

And No Mother Will Dare Mourn
In The Wake Of Her New Day.


Youn To Koi Tanha Nahi Hota

Posted: 01 Oct 2009 05:31 AM PDT

Youn To Koi Tanha Nahi Hota
Chaah Kar Bhi Koi Juda Nahi Hota
Mohabbat Ko To Majburiyan Hi Le Doobti Hai
Warna Khushi Se Koi Bewafa Nahi Hota


Mere Dil Ke Zakhm Ab Aah Nahi Bharte

Posted: 01 Oct 2009 05:31 AM PDT

Mere Dil Ke Zakhm Ab Aah Nahi Bharte
Kyonki Woh Ab Is Dil Mein Raha Nahi Karte
Humne Ansuon Se Unko Vidayee Di Hai
In Ankho Mein Ab Ashq Raha Nahi Karte


You Showed Me The Ropes

Posted: 01 Oct 2009 05:31 AM PDT

You Showed Me The Ropes,
You Gave Me A Hand Up To Reach Them,
But You Never Pulled Them For Mr.

You Made Me Hear The Music,
Explained To Me The Notes,
But You Never Made Me Hear Them.

You Taught Me The Words,
Made Me Understand Them,
But Never Held The Pen For Me.

You Showed Me The Flowers,
Identified Them For Me,
But Never Smelt Them For Me.

You Loved Me Unconditionally,
Never Asked For Anything In Return,
And That’s Why I Love You So Much


No comments:

Post a Comment