Tuesday, July 21, 2009

Shers.In

Shers.In


Jaan Kar Meri Bahon Ko Phullon Ki Daali

Posted: 20 Jul 2009 06:17 AM PDT

जान कर मेरी बाहों को फूलो की डाली
जब तुमने थाम ही लिया है तो
सुनो इसे छोड़ना मत
की फूल नाज़ुक है इक झटके से टूट जाएँगे
और ये डाली भी टूट जाएगी
नाज़ुक है कितनी तुम खुद जानते हो

हां जब हाथ मेरा भारी लगने लगे
तुमपे बोझ कुछ और बढ़ने लगे
या तुम्हारी राहो मैं काँटे बिछाने लगू
या मेरा बजूद तुम्हारी राह मे अड़ने लगे

तुम मेरे बदन से इक इक फूल हटाते रहना
बस जहा तक हो रब्त का बोझ उठाते रहना
ये फूल तुम्हारी ही मोहब्बत मैं तुम्हारे लिए खिले है
जहाँ ज़रूरत हो इन्हे अपने काम मॅ लाते रहना

मगर जब तुम्हारी नज़र मेरे लिए तंग हो जाए
मेरा बदन बिना फूल का कुरूप बेरंग हो जाए
जब मेरा होना तुम्हारे किसी काम का ना रहे
कोई और राह-ए-जीस्त मैं तुम्हारे संग हो जाए

अपनी सहूलत के लिए अपनी खुशी की खातिर
बेशक़ मुझे पल्ला अपना झाड़ देना
बस इतना करना की छोड़ने से पहले मुझे
टूटने के दर्द से पूरी तरह मार देना
पूरी तरह मार देना


Shukr Hai Ki Gair Hun

Posted: 20 Jul 2009 06:13 AM PDT

Shukr Hai Ki Gair Hun, Socha Tha Muskuraate Hue
Dekhaa Maine Jab Use Apnon Ka Dil Dukhaate Hue

Main Be-Hayaa Bhi Kahaan Sharm Se Hua Thaa Paani Paani
Jab Dekhaa Tha Auron Ne Mujhe Do Ashk Bahaate Hue

Na Aashnaaee Hai Kisise Na Ab Adaavat Koi
Jaise Begaana Ho Gayaa Main Har Rishtaa Nibhaate Hue

Di Ek Nanhin See Jaan, Fir Diye Hazaar Gam
Kis Khyaal Me Khoyaa Thaa Khudaa Mujhe Banaate Hue

Jaane Kyaa Vabaal Hai Zindagi Ki Khatm Nahin Hotee
Jaan Na Nikal Jaaye Kahin Ye Bojh Uthaate Hue

Zunoon-E-Ishk Hai Ye, Deewaana Banaa Detaa Hai
‘Mayoos’ Ko Bhi Dekhaa Maine Khushiyaan Manaate Hue


Is Kadar Tuu Mere Kareeb Raha

Posted: 20 Jul 2009 06:07 AM PDT

Is Kadar Tuu Mere Kareeb Raha
Phir Dusra Na Mere Koi Kareeb Raha…..

Kamaa Lee Daulat Tune Saath Mere Kitni
Khuda Ke Darbaar Mai Phir Bhi Gareeb Raha….

Banake Rishta Mere Saath Badal Lee Aankhe Tune
Zindgi Mai Yeh Tamasha Bhi Khoob Ajeeb Raha…..

Karta Tujhe Main Apne Iraado Se Bedakhal
Isse Pehle Mera Tujhko Maaf Karna Munaseeb Raha…

Dastoor Hai Yaha Ka Ek Maukaa Dene Ka
Ab Chaahe Tujhe Lage Mera Yeh Faislaa Ajeeb Raha….


Rakhi Aayi Kyun Tu Na Aayi

Posted: 20 Jul 2009 06:01 AM PDT

राखी आयी क्यूँ तू न आयी
रस्ता देख रहा तेरा भाई

दिल का रोना आँख मे आँसू
दुख ज़ाहिर चेहरा कैसे ढांपू
पलकों पे ज़मने लगी है काई
रस्ता देख रहा तेरा भाई

मेरे सेहरे के सजाए तूने सपने
मैने निकाह मे सब पहने अपने
तू *लाग भी लेने नही आई
रस्ता देख रहा तेरा भाई
*लाग – (return) gift
तेरा सात समंदर पार बसेरा
ना वीज़ा लगे तेरा ना मेरा
सरहद ने यूँ टाँग अडाई
रस्ता देख रहा तेरा भाई
पहली बरसात वो मायके जाएगी
क्या इससे तू मिलने नही आएगी
पूछे रोज मुझसे तेरी परजाई
रास्ता देख रहा तेरा भाई
बाबा नानक सुने अरदास
तू आ जाए झट मेरे पास
गुरुद्वारे जाके गुहार लगाई
रस्ता देख रहा तेरा भाई
अंबे मा तेरा भक्त ध्यानू*
दे दे जो माँगे जानूमानू
ये पागल दीवाना सौदाई
रस्ता देख रहा तेरा भाई
*ध्यानू – devotee of Ma amba


Ajeeb Larki Hoon Khud Ko Jalana Chahti Hoon

Posted: 20 Jul 2009 05:58 AM PDT

Ajeeb Larki Hoon Khud Ko Jalana Chahti Hoon
Main Khud Ko Rakh Kar Ke Kahin Bhool Jana Chahti Hoon

Mere Naseeb Ki Khushiyan Bhi Kab Mili Mujh Ko
Bas Ab To Umer Bhar Aansoo Bhahana Chahti Hoon

Najane Kitni Mohabbat Hai Ranj-O-Gham Se Mujhe..
Koi Bhi Dard Ho Dil Main Chupana Chahti Hoon

Jise Ek Umer Dil Main Chupa Ke Rakha Hai..
Woh Raaz Aaj Main Sab Ko Batana Chahti Hoon

Wahi Hai Yaad Jo Acha Kaha Hai Logon Ne..
Baqi Sare Sitam Bhool Jana Chahti Hoon

Mujhe Zamane Ne Pather Samaj Liya Hai..
Main Ek Larki Hoon Sab Ko Batana Chahti Hoon

Jo Mujhse Rooth Chuki Hain Zamane Ki Khushiyan..
Toh Main Bhi Un Khushiyon Se Rooth Jana Chahti Hoon

Tu Apne Dil Ke Har Ek Dar Ko Khool De..
Main Dard Ban Kar Tere Dil Main Aana Chahti Hoon.


Kis Soch May Doobay Retay Ho

Posted: 20 Jul 2009 05:56 AM PDT

Kis Soch May Doobay Retay Ho ?
Kyon Soay Soay Bethay ?
Koi Mujh Say Jub Yeh Pochta Hay
Keh Kis Ko Yeh Dil Pojta Hay ?
Kuch Lafz Uchhal Deta Hoo’n
Mein Huns Ker Taal Deta Hoo’n.


Jalte Hai Honth Mohabbat Mein Dua Se Pehle

Posted: 20 Jul 2009 05:54 AM PDT

Jalte Hai Honth Mohabbat Mein Dua Se Pehle,
Bhadakti Hai Aag Pyar Mein Hawa Se Pehle,
Kho Diya Saara Bharam Sharmo Haya Se Pehle,
Tune Toh Maar Hi Daala Humein Kazaa Se Pehle…


Rasme Jahan Ko Dil Se Nibhana Padhta Hai

Posted: 20 Jul 2009 05:53 AM PDT

Rasme Jahan Ko Dil Se Nibhana Padhta Hai,
Dushman Se Bhi Haath Milana Padhta Hai,
Fal Aur Saaye Dono Hi Bikh Jaate Hai,
Pedh Lagakar Bhi Pachtana Padhta Hai…


Rudaad Meri Betabi Ki

Posted: 20 Jul 2009 05:52 AM PDT

Rudaad Meri Betabi Ki,
Unko Toh Sunayi Logon Ne,

Woh Bhi Hai Bechain Mere Liye,
Yeh Baat Chupayi Logon Ne,

Mujhise Wafa Ka Darz Liya,
Mera Hi Nasheman Loot Liya,

Ilzaam Toh Aaya Bijli Pe,
Par Aag Lagayi Thi Logon Ne,

Jab Khak-E-Nasheman Tak Na Raha,
Tab Zor Se Barsa Paani Bhi,

Us Waqt Kahan Thi Yeh Kaali Ghatah,
Jab Aag Lagayi Thi Logon Ne…


http://myloverswish.com/

No comments:

Post a Comment